HADDEEAS
English / Arabic
Urdu / Arabic
Sindhi/Arabic
Farsi / Arabic
Korean / Arabic)
Persian / Arabic
Greek / Arabic
Tamil
Russian
sms charges 10RS.
1)NABI kareem (S.A.W) na farmaya:Jab Shahtain mardood paida (born) ho gaya,tu us na kaha,ka ia Rab teri izat ki kasam ma tera bandoko hamesha gumra karta raho ga,jab tak un ki rooh un ka jisam (body) ma raha gi
.ALLAH RAB-UL-IZAT NA FARMAYA:MUJHA QASAM h apna izat-o-jalal ki aur apna alla mukam ki jab tak wo muj sa (ISTAQFAR) Karta raha ga jab tak ma un ko bakshta raho ga. (SUBHAN ALLAH)
2)APP (S.A.W) NA FARMAYA:
Jab 3 kifayatain ho to jaldi DUA qabool ho ti ha.\
* JAb jissam kamp uta,
* Dil ma khoof ajaya,
* Ankhoon (eyes) sa ansoo jari ho.
3)APP (S.A.W) NA FARMAYA:ILM HASIL KARNA HAR Musalman Mard aur ORAT par farz ha.
4)Mari ummat ka tamam logoo ka gunna ALLAH baksh da ga siwaya un logoo jo guna kar ka logoo ko fakar sa batya ka hum na ya gunna kiya ha.(bukhari_ 1008)
5)SAFAID (WHITE) balmat noacha karo,jis musalman ka bal HALAT-E-ISLAM ma safaid ho jaya Qayamat ka din ya us ka liya noor ka sabab bana ga..
6) JO Shaks jumma ka din apna naakun kaatta hy,ALLAH AZWAJAL us sa beemari sa nikal kar shiffadakhil kar data ha,(MUSANIF IBN-E-sheeba JILD#2 PAGE# 65
7) Rasool Pak (S.A.W) na farmaya :"jab tum kuch bhool jao to mujh PADAROOD PARHO,Inshallah yaad ajaya ga."


